Watch on Youtube
Script-
Pappu- Mobile pe chat kar rha mai...Pappu
ohh
Shit
Shit
Fuck u man
Landlord aata hai - landlord ka reaction
Excuse me beta..
Oho uncle ji aap.. iss month jaldi aa gaye
bete aaj 30 hai..
-accha ruko ek mint..kitna dena hai
4000 + Bijli bill
-ye lo 4000 ..thik hai jao..agle month milte hai...Thank u
bijli bill kon dega
-kya
Elctricity bill
-jao le lo na...bidhut bibhag se..accha mazak kar rha
landlord ka reaction
-Bijli bill kis baat ka....Idhar aao
landlord ke chalne ka reaction
..pppu holder dikhata hai..ye dekho isme toh bulb hi nhi hai
ye dekhio isme bhi nhi hai
ye dekho isme bhi nhi hai
-fan toh chalate ho na
Kya baat kar rahe hai. aap..hm bulb jalate hi nhi..fan q chalayenge..aap fan dekhiye mera..nhi dekhiye..lagrha hai ki chalta bhi hoga
--lag toh nhi rha
accha....motor toh chalta hai na...Paani toh pite ho na..
-kaise makan malik hai ji aap...mera toh dabba aata hai..paani ka...khana hm bahar kahate hai...
mere ko chutiya samjhe ho tum.....
-kya..jra idhar ghumiye..nhi hai...bach gaye aap...
kya nhi hai...
-.BIg C on your head hahahahah
Big C-
-Samajh me nhi aayenga na aapko..ye hai big C..topi dikhata hai
..accha jyada baat na banao...
Accha Bathroom ke liye bhi dabba wala paani hi istemaal karte ho...
Dimag kya aap ghar pe chhor ke aaye ho ...Pine ke liye mangate hai na vo..Hadd hai
..toh
toh kya
bijli bil toh dena padega...Bathroom me paani ka use karte ho tum...nahane dhone me
accha aapko lagta hai..aisa..bathroom me toh government supply wala nal hai
...
Yaar Pappu mobile laptop toh charge karte ho na...
ha karte hai apne frnd ke yha..kabhi jyoti ke yha..kabhi disha.toh kabhi varun saurav...aur jo mere dost video dekh rahe hai unke yha bhi kabhi kabhi....dosto aa rha hu charger leke
...ade tum kahna kya chate ho finally batao....
-yhi ki bijli bill nhi denge hm use hi nhi karte hai...
thik hai....hm lga dete hai meter tumhare room me...doodh ka doodh paani ka paani ho jayega
..tabhi sab light ball achanak jal jaata hai...
makan maalik gusse me ...2 din ke andar khali karo..
pappu ka reaction.....
abe bhosri ke ye tune kya kia..chappu...
chappu yaar mujhe lga tera mcb gira hua hai ..gira hua hai..kya gira hua hai..mujhe pta hai khadus landlord aa rha hai..tabhi maine usko down kia tha ...tere ko maalum nhi hai........daurta hai
khatam
Comments
Post a Comment